Karam Mangta Hoon LyricsBy admin / September 10, 2024 Karam Mangta Hoon Lyrics Karam maangta Hoon,,Aata mangta Hoon, Ilaahi main tujh se Dua mangta Hoon, Aata kr tu shaan e Kareema Ka sadqa Dila de ilaahi Raheema ka Sadqa Na mangun ga tujh se to mangon ga kis se Tera Hoon main tujh se dua mangta Hoon, Jo muflis hain un ko tu Dolat aata kr, Jo beemar hain un ko Sehat aata kr Mareezo(n)ki khatir Shifa mangta Hoon, Illahi main tujh se dua mangta Hoon, Wotan ke bharaktay shararay bujha day Usay phir Akhuwwat ka gulshan bana day Main aman o amaan ki rida mangta Hoon, Ilahi main tujh se dua mangta Hoon Ilahi tujhy waasta Panjtan ka Ho shadab ghuncha dilo(n) ke chaman ka Main sadqa e Ghous ui wara mangta Hoon, Ilahi main tujh se dua mangta Hoon, Ilahi hamesha shaad o masroor rakhna Balaao(n) se humko sadaa door rakhna Pareshaaniya(n) hum ko gheeray hue hain Pareshaaniyo(n) se panssh mangta Hoon Karam mangta Hoon,Aata mangta Hoon Illaahi main tujh se dua mangta Hoon More Naats On Our Websites Sirf Dakha Hai Rab Ko Nabi Ne Lyrics Jaanam Fida-E-Haideri Lyrics Maula Ya Salli Wa Sallim Urdu Lyrics Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah Lyrics