Jo Banon Par Hai Bahaar Chaman Aarai Dost Lyrics


Jo Banon Par Hai Bahaar Chaman Aarai Dost Lyrics

Jo Banaon Par Hai Bahaar Chaman Aarai

Dost

Khuld ka naam nah le bulbul shedai

Dost

Thak ke baithy to dar-e-dil pay tamana

Dost

Kon se ghar ka ujala nahi zabaaia dost

Arsa e hashar kja mo qafmehmood kja

Saaz hungamon se rakhti nahi yaktai

Dost

Mohar kis mnh se jalo daari janaan

Karta

 

Saya ke naam se bezaar hai yaktai dost

Marnay walon ko yahan milti hai umar

Javed

 

Zindah chhorey gi kisi ko nah masehaie

Dost

Un ko yaktaa kiya aur khalq banai yani

Anjuman kar ke tamasha karen tanhai

Dost

 

Kaaba o arsh main kohram hai nakami

Ka

 

Aah kis bazm mein hai jalwa e yaktai

Dost

Husan be parda ke parday ne mita rakha

Hai

Dhoandne jayen kahan jalwa e herjaai

Dost

Shoq rokay nah roke paaon uthaiye nah

Uthay

Kaisi mushkil main hain ALLAH tamannai

Dost

 

Sharam se jhukti hai maharab ke sajid hain

Huzoor

Sajda krwati hai kaabe se jabeen sai

Dost

Taaj walon ke yahan khaak pay maatha

Dekha

Saaray daraaon ki dara hui darai

dost

Tor par koi, koi chakar pay yeh arsh se

Paar

Saaray baalaon pay baala rahi balai

Dost

Anta faheem ne aduww ko bhi liya

Daman main

Aish javed mubarak tujhy shedai dost

Ranj aada ka raza charah hi kya hai jab

Unhain

Aap gustaak rakhy halm oshakebaai

Dost

More Naats On Our Website

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top