Janam fida e haidre Ya ali ali ali Ha mohammad mara dil to seena Ali Mary jeeny k wahid qareena Ali Deen e islam k hai nageena Ali Haq ke manzil k pehla zeena Ali Dash main Abar k pahla qatra Ali Mara murshid bhi aqa bhi moula bhi Ali Moula Ali har sou sada e haidre ya Ali Ali ali janam fida e haidre
Subha sa sham tak har pahar har ghari Lab pa apny rahy nara e haideri Yani khyber shikan yani mushkil kusha Bad yazdaan ke hain dosra asraa Main moseebat main ab kio paryshaan rahon Ghum k maron k hai tu sahara Ali Ali moula Ali ya Ali Ramz e baqa e haidri Ya Ali Ali Ali Janam fida e haidre ya Ali