Aye Sarkar-e-Madina Lyrics – Beautiful NaatBy admin / September 3, 2024 Tala al badru alayna Marhaba ya Mustafa Aae sarkar-e- madina Lae anwar-e- madina Hai kadam bo se risalat Gulo guzaar-e-madina Kundani rang hai gehra Hai libasa je sunehra Chandni raat ne pehnaa Tala al badru alaina Marhaba ya Mustafa Logo(n) awaz do sabko Dekh lo kaside rab ko Roshani ghaar-e-Hira ki Mil gayi parda-e-shab ko Barish-e-nazmo qamar hai Aaj se hukmo seher ha Raat ko rat na kehna Tala al badru alayna Marhaba ya Mustafa Aae sarkar-e- Madina Lae anwar-e- Madena Hai kadam bo si resalat Gulo guzaar-e-Madina Kundani rang hai gahra Hai libasa je sunahra Chand raat ne pehnaa Marhaba ya Mustafa Hashmi wo mutalabi hai Fakre ummi wo abi hai Aap hi haq ke Nabi hain Dafa-e-teera shabi han Muzda ho naw e bashar ko Ab tamanah-e-shehr ko Kushta-e-shab nahi rehna Tala al badru alayna Marhaba ya Mustafa Aay sarkar-e-madina Lae anwar-e-madina Hai kadam bo se risalat Gulo guzaar-e-madena Kundani rang hai gehra Hai Libasa je sunehra Chaandi raat ne pehnaa Tala al badru alaina Marhaba ya Mustafa Aaye Sarkar e Madina Youtube Video Online Recited By Javeria Saud Famous Naats Wo Jiske Liye Mehfil e Konain Saji Hai Lyrics Tera Khawan Main Tere Gheet Gawan Lyrics Ya Mustafa Khair Ul Wara Tery Jiya Koi Nahi Lyrics Mubarak Ho Zamane Ko Urdu Lyrics