Ya Rab Meri Soi Taqdeer Lyrics – Heartfelt Naat

Rab Farmaya Mehbooba Lyrics

Ya Rab MarI Soi hui Taqdeer Jaga De
Ankhain mujha di hain to Madina bhi Dekha Da


Sunny ki jo Quwat mujhy Bakshi ha Khudawand
Phir Masjid Nabwi ke Azanain bhi sunna dy
Ankhain mujha de hain to Madina Bhi dekha de

Ya Rab mare soi hui Taqdeer jaga dy
Ankhain mujha de hain to Madina bhi dekha de

Hooro(n) ki na Ghulma(n) ki na Jannat ke talab hai
Bachpan mara Sarkar ki Basti main bnna de
Ankhain mujhe de hain to Madina bhi Dekha de

 Ya Rab mari soi hue Taqdeer jaga de
Ankhain mujhe de hain to Madina bhi dekha de

Muddat sa main Enn Hathon se karte hon Duain
En haton main ab Jaale wo Sunahri thama de
Ankhain mujha di han to Madina bhi dekha de

Ya Rab mare soi hue Taqdeer jaga de
Ankhain mujhe di hain to Madina bhi dekha de

Mou(n) hashar main mujh ko na chupana pary yaRab
Mujhko tare Mahboob ki Chadar main chupa de
Ankhain mujha di hain to Madina bhi dekha de

Ya Rab MarI Soi hui Taqdeer Jaga De
Ankhain mujha di hain to Madina bhi Dekha Da

Jo lafz kahy han unhai(n) to Naat bana de
Ya Rab mari soi hui Taqdeer jaga de
Ankhain mujhe de hain to Madina bhi dekha de

More Naats On Our Websites

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top